|
salam,wessay aap ko experience tu ho ga yahoo k chat room mai chat kar k , us k baad bi aap yai q kar rahee hain k girls ko kiu allow nahe hai chat karna,mostly boys ka yahee aim hota hai k kisi tarhaan say girls say chat ho jaey ,baki vo net say aur koch bi achieve nahe kartay,kiu k muje kud ko 7 yr ho gaey hain net use kartay howay tu mai nay yahee observe kia hai k un ka 1st aim he yahee hota hai chat to girls,aur sincere bi nahe hotay pir,aur agar kabi yahoo ka chat room join nahe kia aap nay tu aik baar join kar k dekh looo ,aur pir batana k kiuo abstain ka kaha jata hai girls ko chat say,only boys girls say chat kartay he selfish style say hain may be koi 100 mai say aik sincer and solemn person aap ko chat room mai mil jaiy ya pir mostly bad abusing use ho rahee hoty hai k jo suntay he feel hota hai k yai insaan hain jo es type ki language use kar rahay hain,baki aap koch more kahna chaty hain
most welcome ,mere kiyaal say koch kahnay say he booot si batoon ka pata chalta hai na k chup rahnay say,
regard zuhaib
|