hkbcool (User)
Expert Boarder
Posts: 3764
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 0  
|
|
Sorry actlyne aap ko samajhnay main thori ghalti ho gai…….sherry nay ya kisi aur nay aap ko bura nahin kaha…….ab us becharay ki English kamzoor hay to itni gunjaish deni chiyeh…….ha ha ha ha ………asal main woh keh raha tha kay aap, AAR aur kuch aur members hain jinki woh bohat respect karta hay aur aap logoon ko kabhi bhi harsh words ya phir koi aur buray alfaaz say nahin bulata……..yeh woh keh raha tha…….
Haan ab jo chala gaya usko to woh hi la sakta hay jo unhain janta hay…..baqi unhain bhi yeh samjhana chiyeh kay isko theek bhi ham nay karna hay warna hamaray baad aanay walay bhi is ko aagay barhain gay aur aik din AK sirf gand reh jayega…..hum apnay baad aanay waloon ko aik acha platform dena chahtay hain……
Aik baat aur batata chaloon asal main jo naya banda join karta hay jisko yeh pata ho kay woh regular nahin hoga, khas kar kay larkay who pehli post hi sub ko galiyaan nikalta hay…..kyunkay woh apnay aap ko bohat bara fankaar samajhta hay even kay mainay jab 3 ya 4 saal pehlay join kia tha to mainay bhi aisa hi kia tha………ha ha ha ha
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
jazba2 (User)
Expert Boarder
Posts: 4032
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 0  
|
|
hkbcool wrote: Eyes bhai mainay kaha na hum yahan arguments karnay nahin aye sirf maslay ka hal chahtay hain.....aap AK kay active member ho aur koi aap ko galiyaan day to mujhay to kia auroon ko bhi acha nahin lagay gaa......aur saath saath jo doosray bhi mil kar kar rahay hain woh aur bhi ghalat hain......
ab baat saaf zahir hay SHerry, Fantoos, Gothic, Sadi etc. plz. no more loose talks......aur koi ab Eyes ko bura nahin bolay gaa her cheez aik limit main rahay to behtar hay lekin personally kisi ko kuch kehna yeh bilkul ghalat hay......
Aur main bhi is baat ki gawahi deta hoon kay Eyes nay kisi post main aap logoon ko bura nahin kaha ......... ab aik achay insaan ki tarah hamain bhi apnay girabanoon main jhakna chiyeh kay hum nay kia kuch nahin kaha aur kia.....ab Eyes nay bhi clear kar dia kay usnay aisay koi harkat nahin ki isliyeh ab aap log bhi reply karo.......
Ab saray aik ho jaoo aur kisi ghalat post ka reply hi mat karo aur agar kar bhi lo to kisi aur ko balame mat do.........
simply siding dear ..... he is lying and you kept ur eyes closed. what this ? he siad hi didnt and you accepted ??? IN the AL he made two fakes id and direct bust me same as in AK. In j2 my buddy he bust me and now he is telling he was kiddin ??? more over he still didnt accepted he made fakes ids and pointing me. So dear .... can u proof that jazba2 made any abuses in AK ????? you are again n again just poiting me hkb that i made blah blah post and every time i am being critisezed, this is boyond the tollerence.
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
jazba2 (User)
Expert Boarder
Posts: 4032
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 0  
|
|
actelyne23 wrote:AOA my all AK friends J2 app nai saarasar ilzam lagadia yeh bhi nahii dekha kon yahan kitni dafaa login hoa aur last post kab ki phir bhi app nai aar,ali aur mujhay boldia khiar app ki batao sai aandaza hogaia hai k dil mai kia hai.....kafii arsa hogaia hai hum nai AK par aana chordia hai lakin phir bhi jab jab time milta hai aatay hain kabhi kabhi lakin na anay ki main reason fake ids ki fuzol ki bakwas bazi dekh kar wapsi chalay jatay hain....ais ka simple sai haal naushu bhaia nai sahii kaha k just ignore them...agar koii new fake id sai humahari AK ki family k kisi bhi old member ko bulta hai ulta sedha tu aus ko sab mil kar jawab dey......cool I agree wd u hum kisi ko kuch nahi kehsaktay dilo k haal sirf ALLAH TALAA jantay hain....mujhay nahii pata yahan kia horaha tha mujhay msn par bataya tha aik ak ki member nai aus nai ak par ana chor dia hai aun dino mai bhi nahi aarahii thi wajha pochii tu pata chala k yahan apas mai aik dusray ko abuse lang use ki jarahii hai 10xz to Cool k app nai yeh topic start kardia hai .....lakin ab aun sab ko kaisay bulaay jo yahan sai chalay gaay hain,maheen,raja,aleeza,real girl(alishba),adoul,sara aur bhi na jinhonay aana hi chordia hai.....
miss chemistry ..... i told you i dont have soft corner for you but i never bust u in AK. this is wat i mean
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
hkbcool (User)
Expert Boarder
Posts: 3764
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 0  
|
|
Sherry ab yeh to bara bogus argument ho gaya……Eyes nay keh dia sorry aur main samajhta hoon kay baat khatam honi chiyeh……dekh meri baat sun tunay maan lia kay teri fake ids hain…..agar tu kehta kay nahin hain to meray pass kia option thi proof karnay ki…..ab jab who keh raha hay to mera nahin khayal kay mujhay ab kuch argue karnay ki zaroorat hay aur main to muamla khatam karna chah raha hoon na kay kisi ko kheenchnay nahin…..lekin agar Eyes nay kuch kia bhi hay to sorry yaar usnay apni id say nahin kaha kisi ko bhi bura aur yeh hi aik baat hay jahan koi bhi usko blame nahin kar sakta……
Issue ab khatam karo usnay sorry keh dia to khatam kar…..chill ker …..agar koi fake id say aye aur tunay jawab bhi dena hay to us fake id walay ko hi day…..lekin aapus main gali galoch na karoo yaar …….dekh kitnay log chalay gaye…….
Aur yeh kia bakwas ki tunay kay main tujhay hi bol raha hoon mainay to apnay aap ko bhi shamil kia hay mainay bhi bakwas ki hay aur kafiyoon kay saath ki hay…….ab sirf step yeh lena hay kay aapus mani aik doosray ko kuch nahin kehna aur agar koi aisi fake id say aaye to reply nahin karna hay……
Baqi apni English theek kar ………confuse ho jata hoon main…..guess lagana parhta hay
ha ha ha
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
jazba2 (User)
Expert Boarder
Posts: 4032
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 0  
|
|
ok yaar finish kar day ..... me to bus apni 45 post ka wait kar raha hon ... 4000 k baad me to quite kar jaonga.
or abay english me likhne ko fantoos kehta hai mujhay k try kia kar .... warna to mujhay kaddu ki english ati hai
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
hkbcool (User)
Expert Boarder
Posts: 3764
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 0  
|
|
chal koi nahin waisay bhi tunay konsa Farangiyoon ko letters likhnay hain.....chal yaar acha kia khatam kar di ab auroon ko bhi keh dena.........
Aur yeh kia science hay 4,000 posts kay baad "Gone with the wind".......thora samjhayega.......
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
|