hkbcool (User)
Expert Boarder
Posts: 3764
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 0  
|
|
thanks Nausheer aur Asif yaar tum log sath ho to mujhay kia dar hay........waisay main kisi ko rok nahin sakta yeh to mujhay bhi pata hay lekin yaar mujhay 2 bundoon say gila hay aik Eyes aur doosra Sherry.......yaar tum donoon to regular member ho aur aapus main hi larna achi baat nahni hay aur upper say gali galoch yeh to bilkul bhi theek nahin.........ab inko dekha dekhi aur bhi is fight main shamil ho gaye hain......
yeh muamla kam say kam khatam karo aur phir haath say haath milaoo aur Insha Allah AK ka mahool acha banaoo....aur rahi baat Leader ki to yaar main is qabil nahin hoon mujhay favourite lagtay hain azeshanlagme, AAR, Nausheer yeh woh log hain jinki reputation achi hay aur inki sub sun bhi laingay........to inhain sab ko bulana hoga aur aik acha message dena hoga.........aur sub yahan sachay dil say kahain kay aapus main nahin larna aur yeh Eyes aur Sherry ka qissa khatam karain.......jokay ab had say zyada barhta ja raha hay.......
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
eyes (User)
Gold Boarder
Posts: 7037
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 1  
|
|
Assalam-o-Alaikum! Maray aziz dostoo
main naay kaya tu kuch be nahin laken i say sorry to ALL brother n sister ager ki se ko mari koi baat be bori lagi hai
may aap ko ek choti se baat smjatha hoon k ya aja ki baat nahin hai jab ya problem phaly be ho wa tha jasay kaay ki se nay bool be hai k For j2 buddy main is waqat be main nay aur JM nay mazaq kaya tha laken is k baad heart_king n zeeshan44 aur urooj2006 ki ids say is ko reply mela aur is naay is waqat be ya he socha tha k ya eyes he hai jab k main tu srif ya kertha hoon kaay in post per reply nahin kertha aur aap kud check kero kay jab say Jazba2_, imam_haq aur dosri fake ids active ho v hain tu na tu zeeshan44 hai aur na he heart_king tu ager koi aqeelmand ho tu wo kud samj saktha hai kaay ya kon hain
main srif ya bolo ga kaay ager koi mari EYES ki id per koi be galat post show kerday tumain is ko sorry zaroor bool do ga aur pher be AK kaay leya main sub ko Sorry bool tha hoon laken yaar it's not fair
Keep it up
EYES
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
hkbcool (User)
Expert Boarder
Posts: 3764
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 0  
|
|
Eyes bhai mainay kaha na hum yahan arguments karnay nahin aye sirf maslay ka hal chahtay hain.....aap AK kay active member ho aur koi aap ko galiyaan day to mujhay to kia auroon ko bhi acha nahin lagay gaa......aur saath saath jo doosray bhi mil kar kar rahay hain woh aur bhi ghalat hain......
ab baat saaf zahir hay SHerry, Fantoos, Gothic, Sadi etc. plz. no more loose talks......aur koi ab Eyes ko bura nahin bolay gaa her cheez aik limit main rahay to behtar hay lekin personally kisi ko kuch kehna yeh bilkul ghalat hay......
Aur main bhi is baat ki gawahi deta hoon kay Eyes nay kisi post main aap logoon ko bura nahin kaha ......... ab aik achay insaan ki tarah hamain bhi apnay girabanoon main jhakna chiyeh kay hum nay kia kuch nahin kaha aur kia.....ab Eyes nay bhi clear kar dia kay usnay aisay koi harkat nahin ki isliyeh ab aap log bhi reply karo.......
Ab saray aik ho jaoo aur kisi ghalat post ka reply hi mat karo aur agar kar bhi lo to kisi aur ko balame mat do.........
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
hkbcool (User)
Expert Boarder
Posts: 3764
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 0  
|
|
aur haan Eyes bhai aik baat aur hamesha achay kaam main pehal karnay wala behtar hota hay....aur yeh baat meray say zyada aap jantay ho.....sorry keh denay say koi chota nahin ho jata ......... ab dekhna yeh hay kay auroon kay dil kitnay baray hain........agar koi nahin manay gaa to unkay dil pay kalak jami hay.......aur woh society kay qabil hi nahin hain.....
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
|
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 0  
|
|
AOA my all AK friends J2 app nai saarasar ilzam lagadia yeh bhi nahii dekha kon yahan kitni dafaa login hoa aur last post kab ki phir bhi app nai aar,ali aur mujhay boldia khiar app ki batao sai aandaza hogaia hai k dil mai kia hai.....kafii arsa hogaia hai hum nai AK par aana chordia hai lakin phir bhi jab jab time milta hai aatay hain kabhi kabhi lakin na anay ki main reason fake ids ki fuzol ki bakwas bazi dekh kar wapsi chalay jatay hain....ais ka simple sai haal naushu bhaia nai sahii kaha k just ignore them...agar koii new fake id sai humahari AK ki family k kisi bhi old member ko bulta hai ulta sedha tu aus ko sab mil kar jawab dey......cool I agree wd u hum kisi ko kuch nahi kehsaktay dilo k haal sirf ALLAH TALAA jantay hain....mujhay nahii pata yahan kia horaha tha mujhay msn par bataya tha aik ak ki member nai aus nai ak par ana chor dia hai aun dino mai bhi nahi aarahii thi wajha pochii tu pata chala k yahan apas mai aik dusray ko abuse lang use ki jarahii hai 10xz to Cool k app nai yeh topic start kardia hai .....lakin ab aun sab ko kaisay bulaay jo yahan sai chalay gaay hain,maheen,raja,aleeza,real girl(alishba),adoul,sara aur bhi na jinhonay aana hi chordia hai.....
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
|
|
|
Re: Do you CLAIM you ARE GOD or SOMETHING? 1 Year, 11 Months ago
|
Karma: 0  
|
|
i thinkkk k baat kuchh zyada hi barhh gyee haii...dekho in sabb chiizoon say kuch nahii hotaa agar koii toic start karta hii tuu app loog ja kar wahan reply kion kartay hooo...bass kuch selective topic par replyy karoo....chalooo abbbbb tension katumm kartay hainnn...aurr australia aur westindies k match ki highlights dekhtay hain........chalooo shabaaashhhh...hkb aaapp bhii plzzz
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
|