|
|
|
tujhe bhool jaana kab gawaara na thaa 1 Month, 3 Weeks ago
|
Karma: 0  
|
|
tujhe bhool jaana kab gawaara na thaa is ke sivaa koii aur bhii to chaaraa na thaa.
main to baNt rahaa rishtoN ke janjaal mein usko gila me.n uska aur saaraa na htaa
shaayad hawaa kii paTTon se sar-goshiaaN muRh kar jo dekha tu ne to pukaaraa na thaa
tasveer terii dil se meN mitaa bhii deta par dekhe bina tujh ko bhii to ghuzaara na thaa.
tab aaye voh ham khaak huye ,mit bhii chuke bosiidah- tan, dil bhii aur kaNwaara na thaa.
haaN chaaNd bhii thaa raat ki siyaahii ke saath ik tu na thaa aur teraa kajiaara na thaa.
ho hi rahaa ,yoon ya toon, zindagii kaa safar kucch teraa kuchh miraa thaa bas hamaara na thaa.
taa 'umr yoon rahaa tu merii aaNkh kaa Haakim mirii taqdeer ka sitaara na thaa
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
Emaan_88 (User)
Junior Boarder
Posts: 141
|
|
No OnE cAn EsCapE 4Rm LoVe 1 Month, 3 Weeks ago
|
Karma: 6  
|
|
No one escapes from love, No one escapes from love, Neither the rich nor poor, Because it takes to satisfy a heart, We feel we'll never be apart
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
Emaan_88 (User)
Junior Boarder
Posts: 141
|
|
IK MUDATTTTTTTTTTTTTTTTTTTT 1 Month, 3 Weeks ago
|
Karma: 6  
|
|
Ik mudat se meri soch ka mehver tumho. Ik mudat se meri zaat k under tumho. Main tere pyar k sahil p khada hoon tanha. Meri ulfat meri chahat ka samunder tumho.
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
Emaan_88 (User)
Junior Boarder
Posts: 141
|
|
LOVE HURTSSS 1 Month, 3 Weeks ago
|
Karma: 6  
|
|
Luv hurts when u break up Luv hurts when u break up with someone, Luv hurts even more when she breaks up with u, but Luv hurts d most when u not able to tell d the person whom u Love
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
Emaan_88 (User)
Junior Boarder
Posts: 141
|
|
KISI ke kam nhn aata 1 Month, 3 Weeks ago
|
Karma: 6  
|
|
Toote hue paimane mein kabhi jaam nahi aata Ishq ke mariz ko kabhi aaram nahi ataa Kabhi to socha hota e dil todnewale Toota hua dil kisi ke kam nahin aata.
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
Emaan_88 (User)
Junior Boarder
Posts: 141
|
|
Gardish-e-haalaat 1 Month, 3 Weeks ago
|
Karma: 6  
|
|
Ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa rone vaale tujhe kis baat pe ronaa aayaa
kaise mar-mar ke guzaarii hai tumhen kyaa maaluum raat bhar taaron bharii raat pe ronaa aayaa
kitne betaab the rim jhim mein piiyenge lekin aa ii barsaat to barsaat pe ronaa aayaa
kaun rotaa hai kisii aur ke Gham kii Khaatir sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
ye din to qayaamat kii tarah guzaraa hai jaane kyaa baat thii har baat pe ronaa aayaa
|
|
|
|
|
|
|
The administrator has disabled public write access. |
|