Apnakarachi Submissions
tanhai
- Owner
- ansari84
- Hits
- 191
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-04-06 10:56:39
zindagi aik aesi ghari hai jis ki battery achay dost hotay hain jab tak yeh chaltay rehtay hain yeh bhi chalti rehti hai warna aik waqt esa bhi aata hai ka is ki raftar kam hona shoru hojati hai or aik wqt esa bhi aata hai kay jab yeh band hojaati hai or us waqt jab hum apnay ird gird nazar daltay hain to humain koi bhi nazar nahi aata esa jo humain kahy k main hoon tumharay saath.
ese main kon ho jo hamain uthaye main aksar pnay aap say ye sawaaal karta hoon phir agar koi nazar aata hai jis kay paas janay mai mujhay koi sharam koi beizzati koi ana nahin aati wo hai namaz. wahan se mujhay jo sukoon mehsoos hota hai us ki raahat hi kuch or hai.. magar insaan kahan hain kahan hain wo log jo kabhi apnay hua kartay thay koi nahin hai bus main hoon or mera allah..

