Apnakarachi Submissions
Bachat
- Owner
- imkhan78
- Hits
- 608
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-12-15 16:01:37
Begum aaj main ne pooray 10 rupay ki bachat ki hai.
Begum: wo kaise
Shahab: main aaj bus ke peechay bhagta howa aya hoon aur kiraya bach gaya.
Begum: Hunh yeh kiya, Ager kisi taxi ke peechay bhag ker aatay to 100 rupay ki bachat to ho jati.

