Apnakarachi Submissions
Yeh Dil Tumhara Hoa..
- Owner
- masoom302
- Hits
- 291
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-02-22 21:07:52
Mager tumhary qabil na kabhi dil ye hamara hoa
Main apna sab kuch tumhary naam ker chuki hoon
Aur tumhara piyar mere jeny ka ek sahara hoa
Tumhary chehry pe esa noor hai k lagta hai
Koi chand ho jesy falak sey utara hoa
Logon ki bheer main tumhara chand chehra
Ye koi sapna tha ya waqi tumhara nazara hoa
Main bhool bethi zamny ko ek pal k leye
Aaj shaam dedar jab tumhara hoa
Tum se bechar k main bilkul tanha hoon akeli hoon Guzri hoi un yaadon ney mujhy ab tak hai sambhala hoa

