Apnakarachi Submissions
fairysara jee ki nazam no 1
- Owner
- sadiqmemon
- Hits
- 372
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-04-21 08:51:07
EK SHAKS...
Submitted by: fairysara
Date: 4/12/2006 2:07:51 PM
**********************************
Bina gulab tu kantay chubo gaya ek shaks
huva chiraag tu ghar hi jala gaya ek shaks...
Tamam rang meray aur saray khawab meray
fasanay thay kay fasana gaya ek shaks...
Mein kis hawa mein uaron...kis faza mein lahoon
dukhon ka jaal har su bhicha gaya ek shaks...
mohbabat ne kisi ki arakha tha issey
milay wo zakham tu phir yaad aa gaya ek shaks...
Khula yah raaz kay ania khana hai duniya
aur is mein mujhay tamasha bana gaya ek shaks...
best nazam
fairysara jee achi hi dua go imran
imran3302@hotmail.com

