Apnakarachi Submissions
Halaat
- Owner
- gurmani4u
- Hits
- 435
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-03-01 11:51:17
Chah ker bhi na mar payee wo halaat milay
Apnoun ne bhut sameta jeenay ki khatir
Na maan payee, na simat payee wo halaat milay
Tujhe galay kaga ker ghamoun se nata jora
Tere hi hathoun hum tootay wo halaat milay
Jo basaye the kabhi sapnoun ki manind ankhon m
Ansoun ki lari m dobay huay wo lamhat milay
