Apnakarachi Submissions
Ye Baat samjh main ai nai, ami ne samjhai nai
- Owner
- djsayz
- Hits
- 250
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-06-03 22:19:32
Or Ami ne samjhai nai
main aksar Meethi baat karon
jab Meethi cheez khai nahi
Ye Chanda k sa Mamu hay
jab Ami ka wo bhai nai
kion lambay Baal hain Bhalu k ?
kion os ki Tind karai nai?
kia wo b ganda Bacha hay?
ye jungle main koi Naai nai?
Nani k husband jab Nana hain,
or Dadi k husband jab Dada hain,
to kion Baji k husband Baja nai?
Ye baat samjh main i nai
or Ami ne samjhai nai

