Apnakarachi Submissions
Umer Apni
- Owner
- devoted_friend
- Hits
- 172
- Rating
- 0.00
- Created
- 2004-03-28 02:47:34
Guzartey waqt ki dhoop chaaoon? Chataan-e-zeest ko khokla kar rahi hai? Yeh aatey jaatey mosamoon ki sakhti? Wujood mein ab sama rahi hai? Utartey chahrtey samandar ki manind? Thi kabhi jo chamaktey, suraj ki maanind? Ab woh umer apni, dhaley ja rahi hai? Anjaani manzil chaley ja rahi hai...

