Apnakarachi Submissions
Aaj Kuch Manga Hay Tujeh Say
- Owner
- haiderabbas
- Hits
- 123
- Rating
- 0.00
- Created
- 2005-07-13 16:36:15
Aaj kuch maangna hay tum sayAaj kuch lena hay tum say
Aaj kuch dena hay tum koNa he koi khuwahish, tamanna na arzoo
Bas aik hi chah hai apni aur aik hi justajuHam maangtay hain tum say,
teray derd o gham wo saarey Jo rula gaye haintuj ko neenden uda gaye hain
Ham hain shareek e gham teray pehchaan to sahiHam bhi hain saath teray tu jaan to sahi
Ker bojh apnay dil ka halka hamen batadayye fikar ye udasi kioon hay zara sunaday
Laaye hain ham baharain teray hi waastayye rang aur ye khushboo teray hi waastey
Aaj kuch maangtay hain tum sayAaj kuch maangna hay tum say ...........
Woh khar khar hai shakh e Gulab ki manand....Main zakhm zakhm hoon phir bhi galey lagaoon use...
?
?

