Apnakarachi Submissions
ghzal
- Owner
- danishali5
- Hits
- 152
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-01-09 05:38:51
aur kiun dukh apnay aap ko deekhain gaayaap jab zamany se apna dil chupain gaay
sath ghair ko lay ker teray dar pe aain gaayhum sanum tumhara bhi youn hi dil jalain gaay
koimairi baton se haal-e-dil na paa jaayiss liye tou mehfil main khul k muskurain gaay
roz rah qasid ki daikhtay hum rehtay hainaik din aakhir ko woh humain bulain gaay
aik baar khud aa ke qatal hum ko ker dalokab talak humain aakhir aap youn satain gaay
apna huq zamanay se cheen lain gaay hum aakhiraur sath teray hi ik nagar basain gaay(partas)

