Apnakarachi Submissions
SAMAJH NA AAYA
- Owner
- layia
- Hits
- 110
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-01-09 23:10:22
kiya hai dil ka haal samajh mai na aaya,
saalon se intezaar tha kisi ka,
na jaanay kaisay woh mila samajh mai na aaya,
kuch intezaar tha kuch pyar tha kuch aetbaar tha,
is dil ka kiya hai nizam samajh mai na aaya,
dil ki arzoo jab se puri hui hai,
sawal kiya hai jawab kiya hai samajh na aaya,
tum ko or sirf tum ko hi pyar karna hai,
tumhain paenge ya nahi samajh mai na aaya,
zalim zamanay se na poocho pyar kiya hai,
khamoshi hi khamoshi ho gi samaaj be haal samajh mai na aaya.

