Apnakarachi Submissions
~~~~~~~~Yeh Maira Dill....... K Jo Sunta Nahin Hai ~~~~~~~~~~
- Owner
- desirican
- Hits
- 228
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-01-16 23:36:28
Rangon Ko Khushboun Ko Aur Hawa Ko,
Tum Aao AurChupkay Se Chura Lo,
Tumharay Chaaaar soo Bas Rang Hon Aur,
Tum In Rangon Ko Phir Jeevan Bana Lo,
Phir apnay Saaaray Gham Saary Udaasy,
Tum Aa Kay Sab Mairay Daman Main Daaalo,
Khizaan K Mausamon K Zard Pattay,
Tumhary Zindagi K Har Waraq Say,
Samaiton ...Aur Baharon Say Saja Doon,
Tumharay Aaansoun Ki Har Lary Ko,
Utha Kar Main Hathaily Par Saja Loon,
Magar Aaay Kaaash .............................
Tum Aaaa Kar Kabhi Tou.......................
Mairay Dill K Andhairon Main Utar Kar,
Diya Chahat Ka Chupkay Say Jalao,
Magar Main Jaanty Hoon K Sabhi Yeh,
Faqat Aik Khwaab Hai Aur Aik Fasana,
Magar Main Kia karoon Isss Dill Ka Apnay,
Jo Kehta Hai Magar ....................................
SUNTA NAHIN HAI.

