Apnakarachi Submissions
INTEZAAR
- Owner
- fido
- Hits
- 379
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-01-25 19:49:55
kay wo aye
thandi hawa ki tarhan
khoobsurat fiza ki tarhan
mehboob ki wafa ki tarhan
na janay kyun
wo kuch khafa si thi
uskay intezaar main thay hum
kay wo aye
magar humain tardpana
dil jalana intezaar karana
unki aadat si thi
na aye tu bechain hojatay
deewanay hojatay baikaar hojatay
magar na aye wo
na janay kyun itni door hui
ye ankhon ki neend hum se

