Apnakarachi Submissions
BAAT NIKLEY GI
- Owner
- ghulam_murtaza
- Hits
- 218
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-02-03 20:05:33
loog bay wajhy uddasi ka sabab pouchain gay,
yeh bhi pouchain gay k tum itni paresha kyun ho,
unglian uthen gi soukhay hoe ballon ki taraf,
choureeon per bhi kaye tanz kiey jaeen gay,
kanptey haathon pay bhi fiqray kasay jaen gay
log zalim hain her ik baat ka tana de gay
baaton baaton mai mera zikar bhi lay aaen gay
unki baaton ka zara sa bhi aasar mat lena
warna chehray k tasur say samajh jaen gay
chahey kuch bhi ho sawalat na karna un say
mera barey mai koi baat na karna un say,
Baat nikley gi to phir dour talak jaye gi..

