Apnakarachi Submissions
Aaaj Phir Jab Raat Aayeee..........
- Owner
- sanuba
- Hits
- 143
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-03-09 14:48:53
Tum Aaj Phir Yaad Aaye,Kitney He Gham Tumhare Baad Aaye, In Ghamon Ko Shumar Kiya Karna,
Ab Bhi Tera Intezar Kiya Karna,Per Ab Bhi Jab Main Tanha Hotha Hoon,Mere Pass, Merey Khayalon Main,SIRF TUM HOTEY HO...
Main Ab Bhi Tere Gham Sahey Ja raha Hoon,Beheer-E-Ashk Main Ab Bhi Bahey Ja raha Hoon,
Main Tujh Se Shikwa Kya Karoon,Main Tujh Se Shikayat Kya Karoon,Main Tujh Se Gussa Kya Karoon,Main Tujh Se Chahat kya karoon,
Per Ab Bhi Jab Main Tanha Hotha Hoon,Merey Ehsas Main, Meri Sochon Main,SIRF TUM HOTEY HO...
Main Nahi Janta, Tera Haal Kya Hai Merey Baad,Dil Ka Ehwal Kya Hai Terey Baad,Apnay Liye Kabhi Koi Aashk
Terey Aankhoon Main Nahi Dekha,Kya Ab Kuch Malal Hai Mere Baad?????,
Per Ab Bhi Jab Main Tanha Hotha Hoon,Merey Aaass Pass Main, Merey Aahoon Main,Hawaoon Ki Sadawoon Main,SIRF TUM HOTHEY HO.....

