Apnakarachi Submissions
Gawara kar liya tum nay.....
- Owner
- dewanamastana
- Hits
- 117
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-03-09 18:53:08
kisi ka naam apnay naam k saath
magar kaisay taluq toot sakta hai
subh ka shaam k saath
woh phoolon titliyon k rang chun kar
kitaboon ko kitab-e-zindagi karna
woh aik doosray k naam
apni har khushi karna
woh ghantoon baith kar likhna
payaam apni mohabat ka
magar kaghaz pay koi harf bhi
tehreer na karna
magar acha kia tum nay
kah waqt ki raftaar tu
thamay nahi thamty
ishara kar dia tum nay
Gawara kar liya tum nay......
by shehzad badil
bmydestiny@yahoo.com
