Apnakarachi Submissions
Agar tum milnay aa jaho
- Owner
- wazir
- Hits
- 92
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-03-11 21:35:43
yah mosam b badal jahay agar tum milnay aajahoo
mujay gham ha k main nay zindage main kuch nai payah
yah gham dil say nikal jahay agar tum milnay aajahoo
tum jo muj say nai miltay too sab humdard hain maray
zamana phir yah jal jahay agar tum milnay aajahoo
******************

