Apnakarachi Submissions
Ehsas
- Owner
- makshoof_umt
- Hits
- 237
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-03-21 19:41:08
Aao k ab kuch khas bun jao
Bohat Arse Bad Mila Hai Yeh Sath
Ab khud is ka agaz bun jao
Badlti rotoo sang badla nahi jata
Esa kiy ato nahi jata
Khud tamna ka ehsas bun jao
Kash k aik sach khwab bun jao
Dil toorn adastoor zaman hai
Kabhi Is ka Jawab bun jao
Ab khud hi toot sa gaya hoo
Aao mera Wajood bun Jao
Mujhe Mare Abhi Arsa to nahi guzra
Meri moot ka Izhar bun Jao

