Apnakarachi Submissions
yahi wafaa ka silsila hai to ...
- Owner
- ansari30pk
- Hits
- 141
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-03-25 15:56:26
yahi buhat hai k tum dekhte ho sahil se safeena doob raha hai to koi baat nahi
rakha tha aashiyanedil main chupa k tum ko woh ghar tum ne chod diya hai to koi baat nahi
tum hi ne aayena _e_dil mera banaya tha tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi
kaisay majaal kahe koi mujh ko deewana ager yeh tum ne kaha hai to koi baat nahi

