Apnakarachi Submissions
WO GHAR WO GALIYAN WO SHAHER CHOR AYA
- Owner
- amir2281
- Hits
- 87
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-04-28 00:45:47
Shab-o-roz teri yaadon ne bohat tarpaya...
Tu hi jab pass nahi koi aas nahi
To phir raat ko q khawab suhana aya...
Lab peh jab bhi aaya tera naam janana
Aankhon se ashkon ka tufaan uomad aya...
Saza kay liye itna hi kafi hai aye sitamgar
Woh ghar woh galiyan woh shehar chorh aya...

