Apnakarachi Submissions
YA DIL BOHAT UDAS HAI
- Owner
- amir2281
- Hits
- 167
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-04-28 00:54:48
Mein bohat dinon say udas hon...mujhay aik sham udhar do...
Meri wehshatoon ko barha diya hai judaiyoon kay azab nay
Meray dil pay haath rakho zara meri dharkanoon ko karar do...
Wahan kon ghar main hai muntazir...jisay fikar ho dir saware ki
Bohat chandani si sham hai...is se aa kay tum nikhar do...
Mujhay apnay roop ki dhoop do...key chamak sakein meray khad-o-khal
Mujhay apnay rang main rang loo...meray saray rang utar do...
Na sawal bun kay mila karo...na jawab ban kay mila karo
Meri zindagi meray khuwab hain...mujhay khuwab ban kay mila karo...
Ajeeb tarhan kay waswasoon mein...ghir gaye hai yeh zindagi
Umeed hai na hi aas hai...yeh dil bohat hi udas hai...
