Apnakarachi Submissions
YAAD AON GA
- Owner
- amir2281
- Hits
- 182
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-05-20 19:24:07
Mere haathon k lams ko kahan kahan se poncho giKahin se bhi badan sehlaao gi to main yaad aaon ga.***
Kabhi donoo mil kar bujhate the ShammainSalgirah ki bazam sajao gi to main yaad aaon ga.***
Ab eidain bhi teri saug main ghuzrain giChand raat chat pe jao gi to main yaad aaon ga.***
Tere husan ki re'naiyaan meri amaanat thinDoalat-e-husan lutaao gi to main yaad aaon ga.***
Ek GHAZAL jo main ne tujh pe likhi thiBe Khayali main gungunao gi to main yaad aaon ga.***
Ab Ibaadat bhi tere jazb se khali ho gi Jab bhi sajde main jao gi to main yaad aaon ga

