Apnakarachi Submissions
mujhko nhi milla
- Owner
- ahmblack
- Hits
- 161
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-05-22 15:33:28
jiski na thi talab mujhay pal bhar mai milgya
mujh say q khela khail ye zindagi nay barhan
jiski bhi ki tallab wo shay rastay mai kho gye
saye ki thi talab jis shaks say mujhay
wo dhoop bun k meri zindagi pe chah gya
jitna kareeb aya wo utna hi khul gya,,,,,
itna kareeb aya k phir door hogya,,,,,,,,
ye dor u k silsilay phir is tarha barhay..
usnay jo phir pukara palat hum nhi sakay
manga tha jis ko tout kr har ek dua mai
mera naseeb kisi or ki hateeli pe khul gya
mujh say kha kisi nay k hota hai esay hi .....
ye zindagi hai panay or khonay ka gum na kr
mujh pe khulla ye bhed zindagi ka phir Huma
qismat mai jo na ho wo milta nhi kabhii..........
Self Composed,
HUMA KHAN
khan7582@hotmail.com

