Apnakarachi Submissions
aaisa kiyon hota hay..main nahin janta
- Owner
- fahad_waqas
- Hits
- 601
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-07-01 01:13:36
aaisa kiyon hota hay...main nahin janta
jab chahta hoon us ko batana kuch... who suntee nahin
aaisa kiyon hota hay...main nahin janta
main us k kabil nahin... ya piyar karna aata nahin mujhy
aaisa kiyon hota hay ... main nahin janat
dil kuch kehna chahta hay usay..par hont sath nahin dayty
aaisa kiyon hota hay .. main nahin jant
aksar log mazak uraty hain ... mary piyar ka or main chup rehta hoon
aaisa kiyon hota hay.. nahin nahin janta

