Apnakarachi Submissions
Aaj Rootha Huwa Ek Dost Bohot Yaad Aaya..
- Owner
- wahidjogi
- Hits
- 52
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-07-04 13:22:42
Meri Aankho K Her Ek Ashk Pe Ronay Wala,Aaj Jab Aankh Ye Roee Tu Bohot Yaad Aaya.
Jo Merey Dard Ko Seene Me Chupa Laita Tha, Aj Jab Dard Huwa Mujh Ko Bohot Yaad Aaya.
Jo Meri Aankh Me Kajal Ki Tara Rehta Tha, Aaj Kajal Jo Lagaya Tu Bohot Yaad Aaya.
Jo Mere Dil K Tha Qareeb Faqat Usko He,Aaj Jab Dil Ney Bulaya Tu Boht Yaad Aaya..!!

