Apnakarachi Submissions
Aaj Rootha Huwa Ik Dost Bohot Yaad Aaya
- Owner
- voguishrock
- Hits
- 52
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-07-05 21:34:09
Aaj Rootha Huwa Ik Dost Bohot Yaad Aaya Acha Guzra Huwa Kuch Waqt Bohot Yaad AayaMeri Aankho K Her Ik Ashk Pe Ronay WalaAaj Jab Aankh Yeh Roee Tu Bohot Yaad Aaya Jo Mere Dard Ko Seene Main Chupa Laita ThaAj Jab Dard Huwa Mujh Ko Bohot Yaad AayaJo Meri Aankh Main Kajal Ki Tara Rehta ThaAaj Kajal Jo Lagaya Tu Bohot Yaad AayaJo Mere Dil K Tha Qareeb Faqat Us Ko HeAaj Jab Dil Nay Bulaya Tu Bohot Yaad AayaMere Jevan Ki Her Khushi Main Wohi Tha Bus Aaj Jab Yaad Woh Aaya Tu Bohot Yaad Aaya

