Apnakarachi Submissions
Dar Sa laga Rehta hey
- Owner
- sharanwal22
- Hits
- 554
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-07-07 12:37:46
Tare kho jane ka dar sa laga rehta hey....
Jis din dekha tuje dooor uss nadiya par
jane anjana sa aik dar sa laga rehta hey...
hoi thi woh khoosh chand pokara tha jab ussay
chand ki iss dori ka dar sa laga rehta hey....
kuch pass rehne ki adat ho gai hey dewane ko
Hijer ki tanhai ka abb dar sa laga rehta hey...
iss wajha sa ISHQ kertey nahin tuje hum
Khoda k Rooth jane ka dar sa laga rehta hey....
Aye Khoda bare rehmat hey tare Danish pa
Nakami ki zillat ka abb dar sa laga rehta hey..

