Apnakarachi Submissions
Rabta
- Owner
- sdanish_alam
- Hits
- 291
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-08-04 20:17:38
To nazar ka dhoka kya hota,
Mery or us kay darmeyan mohabbat hi nahi thi,
To fareeb kya hota,
Mery or us kay darmeyan koi taluk hi nahi tha,
To wo nazuk kya hota,
Mery or us kay darmeyan koi anna ki dewar nahi thi,
To wo khari kya hoti,
Ajj sochty hayn tolagta hay aysa,
Mery or us kay darmeyan mayn,
Sirf ik " RABTA " tha.

