Apnakarachi Submissions
yaad aaiy ghi
- Owner
- abdurrehman
- Hits
- 229
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-09-03 11:51:45
Dil dehal jai gha.rooh terap jai ghi.
Who jab jai ghi tou buhat yaad aaiy ghi.
Ussay yaad ker k roota rehon gha
Sirf uss ki yaadon mai soota rehoon gha.
Iss umeed per k who loot ker aaiy ghi.
Who jab jaiy ghi tou buhat yaad Aaiy ghi
Mai ne ussay Paa ker bhi kho deya.
Kho ker judai ka gham pro deya.
Keya keroon gha jab raaton ko neend na aaiy ghi.
Who jab jaiy ghi tou buhat yaad Aaiy ghi
Muhabat ek afsana hai
Who keh ghai mujhay dewana hai.
KAMI ussay bhi teri yaad setaiy ghi.
Who jab jai ghi tou buhat yaad aaiy ghi.
POET. Kamran asghar.

