Apnakarachi Submissions
Aaj
- Owner
- bobbybooshy
- Hits
- 143
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-09-03 17:10:38
Masjid mein namaz parnay waly kam na thy
Tufan-e-atom bomb hai har jaga
Badr mein kamyab hony waly kam hi thy
Dil karta hai us daur mein chala jaon
K jab abu bakr sadiq jaisay log thy
Har jaga aik sumandar sa hai sciasat ka
K umar jaisay khalifa kam na thy
Kai jabar bin hayyan shayad ho phir paida
K quran ko mazboti say pakrnay waly kam na thy
Guzar don apni umr ap ka ghulam ho k
K dunya mein falah pany waly kam na thy

