Apnakarachi Submissions
fana ka safar
- Owner
- mahir
- Hits
- 358
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-10-29 09:30:58
kis say poochon yeh dastaan, mera gahar kese jal gayahaath mai angaar liye , har shakhus sarapa sawal hai
kabhi chupkay chupkay ro diya, kabhi khil khila k hans diyajis ki chup say sab ro diye isay guftagoo pay bhi kamal hai
meri nus nus mai thi ashiquee , main ser ta pa tha zindagimeri wafa pay hi uthien ungliyan mujhay is baat ka malal hai
barson raha main muntazir, wo meri halton say bekhabaros pay qismat nay diya yeh samar , lamha bhar ka hoa visaal hay
jisay yaad kiya har pal, jis k naam hoi meri har ghazalmeri soch mai hai jo shaam o saher osay kisi aur ka khayal hai

