Apnakarachi Submissions
Ehsas
- Owner
- numairryk
- Hits
- 571
- Rating
- 0.00
- Created
- 2006-12-29 15:54:52
sanso ka silsila mukamal nahi hota
aap yaad kartay hamay yaqeen nahi hota
jab tak mujhay HICHKI ka jhatka nahi lagta ..... :)
Humnay jub kabhi
khushboo mehsoos ki
har qadam per
aap ki kami mehsoos ki
Door rahker bhi
aap ki badboo kam na hoi
ya baat hamnay
harjaga MEHSOOS ki....... :P
PHOOL
kushboo kay lia...
PIYAR
nibhanay kay lia...
AANKHAIN
dil churanay kay lia....
EHSAS
apni yaad dilanay kay lia...
AUR BAZAT-E-KHUD MAY
aap ko jalanay kay lia.. :P
Her insan ki alag shan hoti hai
har kisi ko poetry nahi sunata
lakin jab bhi sunata hoon
wo bilkul baikar hoti hai....... hai naaaaa....... ?
Best of Luck
sab log apna khayal rakhia ga...

