Apnakarachi Submissions
wafa
- Owner
- hiya
- Hits
- 168
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-01-18 15:59:31
Sono aisa naheen karna,
Mein pehly hi akaila hoon mujy tanha naheen karna,
Judai bhi ay to dil chota naheen karna,
Bahot masroof ho jana mujy socha naheen karna,
Bharosa bhi zarori hai magar sab ka naheen karna
Mokadar phir mokadar hai kabhi doaa naheen karna,
jo likha hai zaroor ho ga kabhi shikwa naheen karna.
