Apnakarachi Submissions
wafa ruswa
- Owner
- cute_bacha
- Hits
- 154
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-02-02 12:00:36
suno aisa nahi karna
main pehle hi akela hon
mujhe tanha nahi karna
mere in jheel se aaankhon ko
kabhi serab na karna
judai bhi ho jaye
to dil chota nahi karna
bohut masroof hon jana
mujhe socha nahi karna
bharosa bhi zarori hai
mager sab ka nahi karna
muqader phir muqader hai
koi dawa nahi karna
mere takmeel tumse hai
mujhe aadha nahi karna
jo likha hai wo hi hoga
kabhi shikwa nahi karna...............
