Apnakarachi Submissions
YAAD AYA
- Owner
- tuliprose
- Hits
- 270
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-02-14 02:35:07
aj rotha howa ek shaks bohat yaad aya, acha guzra howa kuch waqt bohat yaad aya. Meri ankho k her ek ashk pe ronay wala, aj jab yeh ankh roe to bohat yaad aya,. Jo mare dard ko sene mein chupa laita tha, jo kabhi mujhe rone na daita tha. Aj jab dard howa dil mein to bohat yaad aya. Jo meri ankh mein kajal ki tarah rehta tha, aj jab kajal jo lagaya to bohat yaad aya, faqt us ko he , aj jab dil ne bhulaya to bohat yaad aya...

