Apnakarachi Submissions
tare yaad
- Owner
- ahmednasir
- Hits
- 392
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-02-25 16:18:48
kaash kay mai tare haseen hath ka kangin hota
tou bare piyar say chahat sa bare maan ka sath
apni nazuk sey kalai mai charate mujh koo
our batabi say farkat kay khiza lamho mai
tuo kise such mai aakar ju ghoumate mujh ko
mai tare hath ki khoshbo say mahak sa jata
jab kabhi muod mai aakar juo chooma kate
tare honto ki hidat say dahak sa jata
raat ko jab bhi tu nindo kay safar par jate
mar marre hath ka takkiya banaya karte
mai tare kaan say lagkar kai battin karta
tare zulfo ko tare gaal ko choma karta
jab kabhi band kabha khol ne lagte jana
apni ankhoo ko tare husin say khara karta
mujh ko batab sa rakhta tare chahat ka nasha
mai tare rouh kay gulshan mai mahakta rahta
mai tare jisem ka angen mai khanakta rahta
kuch nahi tu yea ek bea naam sa bandhn hota
kaash kay mai tare haseen hath ka kangan hota
kaaaasssssh,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,aysa hota

