Apnakarachi Submissions
bheeg raha tha tanha koi barish main
- Owner
- k_a_s123
- Hits
- 216
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-02-27 22:41:03
us k pass na ya koi barish main
sama sama dhoond raha tha ek saya koi barish main
us k pass na aya koi barish main
katre barish k us k honthoon pe the
phir bhi payasa dekha koi barish main
jane yad us ko achanak kon aya
sawan ban k roya koi barish main
na jane kaisa khoof tha us ki ankhoon main
sare raat na soya koi barish main

