Apnakarachi Submissions
jab hamara kooch hooga
- Owner
- saeedvu
- Hits
- 173
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-03-29 00:32:18
phoolon ki doknay bund hoongi
sheeren sukhan kay harf dushnam
bay mehar zabanin bund hongi
palkoon par nami ka zikar hi kia
yadoon ka suragh tak na hooga
ham wari har nafas salamat
dil par koe dagh tak na hoga
pamali khoab ki khani
khanay ko charagh tak na hooga
mabood,is akhari safar main
tanhae ko surkuroo hi rakhna
juz taray,nahin koi nigahdar
us din bhee khail tu hi rakhna
jis aanakh nay umar bhar rulaya
us aankh ko bay wazoo hi rakhna.

