Apnakarachi Submissions
HAlat-e-karachi
- Owner
- manu965
- Hits
- 106
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-04-22 18:24:20
main nay kaha raat say bijli bhi band ha, usnay kaha haath say pankha jhala karo
main nay kaha shehar main pani ka kahat hay, ussnay kaha pepsi cola piya karo
main nay kaha car daakoo nay cheen lee, usnay kaha ka acha ha peadal chala karo.
main nay kahah kam ha na karobar, usnay kaha ka shayri par iltifa karo
main nay kaha ka hundred ki counting bhi nahi yaad, usnay kaha raat ko taray gina karo
main nay kaha ka ha mujhay kursi ki arzoo, Usnay ka ha Ayat-ul-kursi parda karo.
main nay kaha kaisay kahi jati ha ghazal, Usnay ka meri ghazal phard diya karo.
har baat par jo main kahta rah Baja(yes) Baja (yes), Usnay kaha kah unhi musalsal baja karo................

