Apnakarachi Submissions
Aansu jo beh
- Owner
- angelforall
- Hits
- 259
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-04-23 22:50:56
Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloomTum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!
Mila to kia mila tumhein chahney kay baadBas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do
Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apnaAb mujh ko apni daastaan bhi kehney do
Mar gaye auroon kay liye ham ~Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do

