Apnakarachi Submissions
taj mehal
- Owner
- manu965
- Hits
- 186
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-05-01 19:01:42
Taj Mehal
Taj teray liyeah ek mazhar-e-ulfaat he sahi.
Tuj ko iss wadee_e-Rangee say Aqeedat hee sahi.
Meray mehboob kahi aur mila kar mujh saay
Bazmay Shahi main gharibon ka guzar kya maeenay
subat jiss raha main hon. *satoot(raub)-e-shahi ka nishan
usspay aulfat bhari rohoan ka safar kya maeenay
Meray Mehboob Pasayparda Tash-heer(Advertisement) wafa
tunay Satoot(Raub) kay nishano ko tou dekha hota
murda SHahoo kay makbaro say behalnay wali
apnay tareeq makano(home) ko tou dekha hota
Ann ginat logon nay duniya main mohabat kee hay
kon khata hay Sadiq na thay Jazbay unkay
laikin unkay liyeah tashheer(advertisement) ka saman nahi
kyoun kay woh loag bhi apni hee tarha mufliss(poor) hain
yeah Chaman Zaar yeah jamna ka kinara yeah mehal
yeah munqeeshaf (designed) daar o dewar yeah mehrab yeah taaq.
Ek SHAHAN-SHA nay doolat ka sahara lay kar
HUM GHAREEBON ki mohobaat ka urdaiya ha mazak
Mairay mehbooob kahi aur mela kar mujsay
Mairay MEhboo..............................................

