Apnakarachi Submissions
Phir Pyar Kisay Tum Kahty hooo
- Owner
- saleem_092
- Hits
- 163
- Rating
- 0.00
- Created
- 2007-10-07 12:07:37
khamosh zuban k lafzon main
kuch posheeda si batin hain
in posheeda c baton main
kuch chahat ki bursatain hain
in baton ko hum mudhhas say
seeny main chupa k baithy hain
kch pae bina kuch kho dena
ye par me hm ne sikha hay
sooraj me chand sitaron main
har shay main tmhi ko daikha hay
dharkan main b naghma ban kar
sagar ki tarha tum baithy hoo
ye pyar nahi to tum hi kaho
phir pyar kisy tum kahty h ooooooo?

