Apnakarachi Submissions
GAZAL
- Owner
- cutefrd
- Hits
- 482
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-03-13 17:28:36
"Ek" Aansu b dariya ban jata hai
"Dil" k Tutne ki "Aawaz" bhi nahi aur
Sara dard "GAZAL" ban jata hai.
maut ke baad yaad aa raha hai koi,
meri kabr se mitti utha raha hai koi,
eh khuda do pal ki zindagi aur dede,
meri kabr se udaas ja raha hai koi...
Zaroori to nahin jeene ke liye sahara ho
Zaroori to nahin hum jinke hain vo hamara ho
Kuch Kashtiyaan doob bhi jaati hain...
Zaroori to nahin ke har Kashti ka koi kinara ho....
humne socha shayad sirf hum chahate hai aapko,
par aapko chahne walon ka to kafila nikla.
dil ne kaha shikayat kare khuda se,
par woh bhi aapko chahne wala nikla...
