Apnakarachi Submissions
Ya mujhy afsar e shahana banaya hota
- Owner
- asimurooj
- Hits
- 133
- Votes
- 1
- Rating
- 5.00
- Created
- 2008-04-02 15:06:45
ya mera taj gadayana banaya hota
khaaksari k lye gar chay banaya tha mujhy
kash khak e dar e janana banaya hota
nasha e ishq ka gar zarf dia tha mujh ko
umer ka tang na paimana banaya hota
tha jalana he agar duri e saqi say mujhy
tau chiragh e dar e maikhana banaya hota
roz mamoorae dunya mein kharabi hai
aisi basti ko tau weerana banaya hota

