Apnakarachi Submissions
Ghazhal
- Owner
- asimurooj
- Hits
- 146
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-04-18 10:17:14
par batnay main
waqat lagta hai
tum meri hoo
yeah samjahnay main
waqat lagta hai
khumar-e-ishq hai berta hai
hoosh main annay main
waqat lagta hai
shair tu kah detay hain
ghazal banany main
waqat lagta hai
jaan tu tum hoo meri
jaana banany main
waqat lagta hai
atish-e-junoon hai barti howee
talb-e-yaar metanay main
waqat lagta hai
zindgee guzar jati hai bhar kaif
zindgee ko tareeh banay main
waqat lagta hai
jhoot kay cheray hain hazaroon
sachi ko aiina banay main
waqat lagta hai
chand rekasaan hai mooj-e-ab per
rait per chand bannay main
waqat lagta hai
shart-e-wasal tu koi nahi per shan
roshni main nezdikiyaan barhany main
waqat lagta hai

