Apnakarachi Submissions
Wo Pani Ki Lehron pa kia likh raha tha
- Owner
- Sana.Khan
- Hits
- 59
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-05-03 17:15:58
Khuda janay
Harf-e-Dua likh raha tha,
Likha jis nay naawal wafa ka adhura
Wohi pyaar ki inteha likh raha tha
Bhala kartay kartay guzari umer
mager phir b khud ko bura likh raha tha
Muhabaat may nafarat mili thi usay b
jo har shakhs ko baywafa likh raha tha
Zara us ki aankhon say aansu na nikalay
wo jis waqat lafz saza likh raha tha
Namaz-e-Muhabat may wo apnay
howay thay jo sajday usay qaza likh raha tha

