Apnakarachi Submissions
Umr ka lamba safar tay kiya tanha humne, .........................
- Owner
- asimurooj
- Hits
- 42
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-05-15 17:16:25
Is bahane se magar dekh li duniya humne
Tujh ko Ruswa na kiya, Khud bhi pashemaan na huye
Ishq ki rasm ko is tarh nibhaya humne
Kab mili thi , kahan bichdi thi, hamen yaad nahin
Zindagi tujh ko to bus khwab mein dekha humne
aye adaa aur sunayen bhi to kya haal apna
Umr ka lamba safar tay kiya tanha humne
